EMIWAY – BANTAI Lyrics (DHUNDKE DIKHA EP)

EMIWAY – BANTAI Lyrics (DHUNDKE DIKHA EP) 

EMIWAY - BANTAI Lyrics (DHUNDKE DIKHA EP)

Singer EMIWAY BANTAI
Music BASS MUTANT
Song Writer EMIWAY BANTAI


Bantai Lyrics by EMIWAY from the album DHUNDKE DIKHA EP is latest Rap song written/sung by EMIWAY himself.Music by BASS MUTANT,Musical video by Happy

Area mei fatke bhi lagate 
The ek samay bantai 
Ab bade hue dimag aur lade bantai 
Zondagi se aur khudke dum pe aj khade bantai 
Barvi tak sikhsha liya ache se 
Pade bantai 
Angreji bhi apne hisab se hi chale bantai 
Maa baap ne woh sab 
dilaya. 
jo jo jo jo mangtai
Bada ghada hua gharse paisa 
Kayko mangtai
Agar sharam nam ki cheez hai toh fir 
Samajh bantai 
Cidiya banao khudki aur fir chado bantai 
Mei toh media se dur mat lado bantai 
Yede ke ginti mei nai lena kisi ko bantai 
Koi paise bachake paidal chalke 
Jara bantai
Hook 
Bolo aur bantai kisko aur mangtai
Public ko kam padte gane bole aur mangtai
Bolo aur bantai kisko aur mangtai
Ek hi raat mei char panch che che che
Gana bantai chal (x2)
Koi ameer koi gareeb koi fakeer bantai 
Koi laqueer se wazir koi taqdeer se bantai
Zarurat ke mouke pe koi na hazir hai bantai 
Do din ka pyaar pale khechenge 
Tasveer ye bantai 
Khudki galti nai dikhti kisi ko 
Sach hai bantai 
Sach bolega toh ghumo yaha bachke bantai 
Agar imandari se jeere toh haq hai bantai 
Jawab mangega toh denge seedha rakhke bantai 
Kismat nai bantai 
Ye kudrat hai bantai 
Gana bananeka choubiz ghanta 
Lat hai bantai
Tu galat hai bantai ya fir sai hai bantai 
Yeh baat janta hai khud tu 
Tu nai hai bantai 
Mujhe maza ara jeene mei sab mast hai bantai 
Bas bura laga dekhke sab vyast hai bantai 
Koi pyaar nai jatara sablog fasgaye bantai 
Log haske lagate sirf maske bantai
(Hook x2)
Mehnat karna seekho kamyabi ayega apne ap 
Dusro ko dekh ke jaloge 
Toh khud banjaoge rakh 
Kholo ankh 
Duniya mei pyaar ki Kami hai 
Age badna seekho zindagi mei
Kyu wahi hai 
Gharpe papa aur mummy hai 
Zindagi sahi hai 
Meri
Tu bhi kar sakta hai 
Panna palat jake teri 
Galat rasta leke badne mei
Na lagti deri 
Lekin aisi zindagi mei insaan khush nai rehta 
daily 

Leave a Comment

close