Dil Kahe Lyrics – Yasser Desai

Dil Kahe| Yasser Desai Lyrics

Dil Kahe| Yasser Desai Lyrics

Song Name Dil Kahe
Singer(s) Yasser Desai
Lyricist(s) Manoj Yadav
Music(s) Jeet Gannguli
Featuring Stars Abhishek Nigam, Kanika Mann & Anny Ranabhatt
Album Dil Kahe
Music Label Zee Music Company

 


Latest Hindi Song Dil Kahe  sung by  Yasser Desai  lyrics written by Manoj Yadav music given by Jeet Gannguli featuring Abhishek Nigam, Kanika Mann & Anny Ranabhatt

Dil Kahe | Yasser Desai Lyrics

Dil kahe kaise tere bin yeh rahe

Tu zaroori hai ise haaye dil kahe
Tu bhare ismein saanson wali dhadkanein
Meharbaani yeh teri rahe dil kahe
Teri zameen aur aasmaan mein laapata
Apna khudi na hi khuda se vaasta
Main jahan wahin aas paas tu rahe
Zid yeh meri rahe yunhi dil kahe
Aisa kar rooh teri mere naam kar
Ik dooje ke liye jiyein marein dil kahe
Ban ja tu meri jannoton ka raasta
Rakhna nahi mujhe kisi se vaasta
Meri akhiyon mein likha
Tu hi to hai chahra khwaabon ka
Meri batiyon mein ghula
Kalma hai teri yaadon ka
Rozana meri khushiyon mein
Aati hai banke khush khabar
Jiyegi tujhko zindagi umra bhar
Tere saveron ka tu mujhko de subah
Aisa kar tu hi tu hi ho ja har jagah
Dil kahe kaise tere bin yeh rahe
Tu zaroori hai ise haaye dil kahe
Tu bhare ismein saanson wali dhadkanein
Meharbaani yeh teri rahe dil kahe

YouTube Video

Leave a Comment

close