Aabaad Barbaad Lyrics | LUDO | Abhishek B, Aditya K, Rajkummar R, Sanya M, Fatima S | Arijit, Pritam,Sandeep
Song Name | Aabaad Barbaad Lyrics |
Singer(s) | Arijit Singh |
Lyricist(s) | Sandeep Srivastava |
Music(s) | Pritam |
Featuring Stars | Abhishek B, Aditya K, Rajkummar R, Sanya M, Fatima S |
Album | LUDO |
Music Label | T-SERIES |
Latest Hindi Song Aabaad Barbaad Lyrics from the movie LUDO sung by Arijit Singh lyrics written by Sandeep Srivastava music given by Pritam featuring Abhishek B, Aditya K, Rajkummar R, Sanya M, Fatima S
Aabaad Barbaad Lyrics | Arijit Singh Lyrics
Ya to barbaad kar do
Ya to barbaad kar do
Ya phir aabaad kar do
Ya to barbaad kar do
Ya phir aabaad kar do
Woh galat tha yeh sahi hai
Jhooth yeh aaj keh do
Itna ehsaan kar do
Itna ehsaan kar do
Poore armaan kar do
Lab pe aa kar jo ruke hain
Dhayi woh harf keh do
Meri saanson se judi hai
Teri har saans keh do
Mushkil aasaan kar do
Mushkil aasaan kar do
Ya to barbaad kar do
Ya phir aabaad kar do
Meetha sa yeh zehar
Main to peeta rahunga
Tu khuda na sahi
Main to sajde karunga
Meetha sa yeh zehar
Main to peeta rahunga
Tu khuda na sahi
Main to sajde karunga
Tum jo Sheerin na huye kya
Humko Farhaad kar do
Meri saanson se judi hai
Teri har saans keh do
Itna ehsaan kar do
Itna ehsaan kar do
Poore armaan kar do
Ya to barbaad kar do
Ya phir aabaad kar do
YouTube Video