HINDI

Ishq Tujhe Lyrics – Shambhavi Thakur

Ishq Tujhe Lyrics – Shambhavi Thakur

Ishq Tujhe Lyrics

Nindon Mein Behte Rehna
Khwabo Mein Milte Rehna
Koi Bahana Nahi
Varna Ruthenge Naina

Marji Ke Malik Naina
Tujhse Hai Uljhe Naina
Tere Khyalon Mein Hai
Doobe Doobe

Jitni Daffa Tujhe Yaad Karu
Utni Daffa Tu Mil Jaye
Jitni Daffa Tere Jikar Karu
Utni Daffa Tu Aa Jaye

Kholi Hai Anakhein Jab Se
Dil Ne Mohobbat Se
Teri Hi Khwahish Ki Hai
Teri Izajat Se

Aana Padega Ab
Tujhko Bhi Chahat Se

Ishq Mujhe To Hai Tujhse
Ishq Tujhe Bhi Ho Jaye
Marji Bhi Dil Ki Yahi Hai
Marji Teri Bhi Ho Jaye

Ishq Mujhe To Hai Tujhse
Ishq Tujhe Bhi Ho Jaye

Nindon Mein Behte Rehna
Khwabo Mein Milte Rehna
Koi Bahana Nahi
Varna Ruthenge Naina

Marji Ke Malik Naina
Tujhse Hai Uljhe Naina
Tere Khyalon Mein Hai
Doobe Doobe

Maine Jo Baate Ki Hai
Baato Ka Matlab Tu Hai
Andar Bhi Mere Tu Hai
Bahar Bhi Mere Tu Hai

Mujhse Tu Jo Milta Hai
Milne Ka Maksad Kya Hai
Bin Tere Agar Ho Jeena
Jeene Ka Matlab Kya Hai

Rakha Hai Maine Tujhme
Tujhko Hifajat Se
Dhadkega Dil Dobara
Teri Hi Aahat Se

Aana Padega Ab
Tujhko Bhi Chahat Se
Ishq Mujhe To Hai Tujhse
Ishq Tujhe Bhi Ho Jaye

Marji Bhi Dil Ki Yahi Hai
Marji Teri Bhi Ho Jaye
Ishq Mujhe To Hai Tujhse
Ishq Tujhe Bhi Ho Jaye

Nindon Mein Behte Rehna
Khwabo Mein Milte Rehna
Koi Bahana Nahi
Varna Ruthenge Naina

Marji Ke Malik Naina
Tujhse Hai Uljhe Naina
Tere Khyalon Mein Hai
Doobe Doobe

Written by: Azeem Shirazi

If Found Any Mistake in above lyrics?, Please let us know using contact form with correct lyrics!

Ishq Tujhe Music Video

Ishq Tujhe Song Info:

Song: Ishq Tujhe
Singer(s): Shambhavi Thakur
Musician(s): Uddipan Sharma
Lyricist(s): Azeem Shirazi
Label(©): BLive Music

Leave a Comment

close